Attitude Poetry in Urdu 2 Lines Text - Mera InthKhab
Attitude Poetry In Urdu
Anna Pay War Pay Phainkey Hain Aisy vesey bohat,
Mera ghuroor slaamt tumhary jesy bohat!
_______________________________________________
mein tum nahin ap hun.....
tera aor jeson ka baap hun
Lakh talwaren barhi ati hon gardan ki tarf
sar jhukhana nahi ata to jhukayen kesy?
Rootha hua hai mujhsy iss baat py zamana
shaamil nahin meri fitrat mein sar jhukana
sahi waqt py karwa den gy hadon ka ehsaass
kuch talaab khud ko samandar samjh baithy hain
ap apni ahcayion par dhiyaan dejye
mein apni burayion ka hisaab dunga
Tehzeeb he ijazat nahin deti mujhy warna
utha k munh py dey maarun logon ka yeh gustaakh lehja
anna parast hun toot jaounga lakin
tumhen kabhi na kahunga k yaad aty ho
sikandron sy uljh parta hun
qalandron sy wast hai mera
_______________________________________________
Duniya taney degi tumko
door raha karo ham bigry huey logg hain
nawabi meri apni jaga magr
qadar karta hun qaddar karny walon ki
har ek fard sy tum suno gy dastan hamari
ham woh hain jo har mehfil mein dohraye jayengy
uss nay barhy ghuroor sy kaha bhool jao hamen
ham nay bhee kash laga k kaha kon ho tum
ap karen gy hamari zaat py tabsra
ap kab sy iss qaabil ho gye?
dosron ki khushamind ka shoq nahin mujhy
jesa bhee hun apny he naam sy jana jata hun
khaas logon ko aam bna deta hun
mein to sher ko bhe apna ghulam bna deta hun
Uqaat ki baat mt kejye
ap jesy rula k aya hun
_______________________________________________
Jin nazron sy nazar andaz karty ho
un nazron sy dhoondty reh jao gy mujhy

0 Comments
Please Do Not Enter Any Spam Link In The Comment Box